Sitapati ramachandra ki jai – Vittaldas

sitApati rAmachandra ki jai 
rAdhApati kRSNachandra ki jai
gauripati chandachUda ki jai
pavanasuta hanumAna ki jai
tapovana gyanananda ki jai

suna suna sAdho ji, rAjA rAma kaho ji
bhAva bhakti ka bhUkhA sAIn juga jugata nahi pave
bhagata bhUl gaye rAma divAne nija pada vAko deve

vyAdha kya AchAra kiyA tha dhruv ki umar thoDI
gajendra kaha vidya paDHA tha sAg vidura ki thi kuDavI

kyA mardami ugrasena ki sUrata kyA kubje ki
dhan bhArI se rAma milata nahi dAne sudAma ji ki

kahata kabIra suna bhAi sAdho rAma milat hai bhakti
jantara mantara laTapaTa hove rAma bhajan se mukti

ram ayodhya ke raja, sitarama mere prandaatha,
sadha Raksha karo ramachandra, sadha prembaro ramachandra
sitaram, (bolo) Rajaram

Click here for all the abhangs compiled so far